Aaj phir 1 Cigarette Jala Rha Hu.
Phir 1 cigarette jalaa raha hun
Phir 1 teeli bujha raha hun
Uski nazar me ye 1 gunaah hai
Main toh uske vaade bhula raha hun
Samjhna mt isko meri aadat
Main toh bs dhuaan udaa raha hun
Ye uski yaadon ke silsile hain
Main uski yaaden jalaa raha hun
Main pee kar itna behek chuka hun
K ghum ke kisse suna raha hun
Main pee raha hun aur pilaa raha hun
Hain meri aankhen toh aaj nam
Magar main sabko hansaa raha hun
Kho kar apni zindagi main
Apne beintehaa pyar ko bhula raha hun
1 cigarette ki shama ke bahaane se
Main apne aap ko jalaa raha hun
Aaj phir 1 cigarette jalaa raha hun….
STATUTORY WARNING: SMOKING IS INJURIOUS TO HEALTH.
💔#Nilesh💔